alfazhub.com

Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

Emotional Urdu poetry about the pain of waiting. Each verse expresses loneliness, loss, and the deep ache of unfulfilled love.

Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu
Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

رکھتی ہوتی اگر وقت کا حساب تو بتاتی تمہیں
کتنا وقت ضائع کیا ہے میں نے تمہارے انتظار میں

Rakhti Hoti Agar Waqt Ka Hisaab To Batati Tumhe
Kitna Waqt Zaya Kiya Hai Main Ne Tumhare Intezar Mein

English Translation:
If I’d ever counted time,
I’d tell you how much I’ve wasted waiting for you.


Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu
Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

مت ڈھونڈھ اندھیروں میں کچھ پائیگا نہیں
اس کا بھی کیا انتظار کرنا جو کبھی آئیگا ہی نہیں

Mat Dhoond Andheron Mein Kuch Paayega Nahi
Us Ka Bhi Kya Intezar Karna Jo Kabhi Aayega Hi Nahi

English Translation:
Don’t search in darkness, you’ll find nothing,
Why wait for someone who will never come?


Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu
Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

تم نظر انداز کرتے رہو مسلسل
ہم تا قیامت انتظار کرتے رہے گے

Tum Nazar Andaz Karte Raho Musalsal
Hum Ta Qayamat Intezar Karte Rahenge

English Translation:
You may keep ignoring endlessly,
But I’ll wait till eternity.


Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu
Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

ابھی تک الوداع نہیں کہا اس نے
انتظار کرنا لازمی ہے میرا

Abhi Tak Alvida Nahi Kaha Us Ne
Intezar Karna Lazmi Hai Mera

English Translation:
They haven’t said goodbye yet,
So my waiting must continue.


Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu
Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

انتظار ایک ایسی چیز ہے کہ انسان خود کرے تو برا لگتا ہے
اور اگر کوئی اس کے لیے کرے تو اچھا لگتا ہے

Intezar Ek Aisi Cheez Hai Ke Insaan Khud Kare To Bura Lagta Hai
Aur Agar Koi Us Ke Liye Kare To Accha Lagta Hai

English Translation:
Waiting feels bad when you do it yourself,
But beautiful when someone waits for you.


Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu
Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

انتظار کتنا جان لیوا ہوتا ہے
کبھی خود کا واسطہ پڑے تو بتانا

Intezar Kitna Jaan Lawa Hota Hai
Kabhi Khud Ka Wasta Pare To Batana

English Translation:
Waiting is deadly —
You’ll understand when it happens to you.


Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu
Intezar Urdu Poetry | Intezar Shayari in Urdu

انتظار ہی کیا اس کا
آنے سے پہلے اور جانے کے بعد

Intezar Hi Kya Us Ka
Aane Se Pehle Aur Jane Ke Baad

English Translation:
What’s the use of waiting,
Before they come or after they’ve gone?

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top