Bewafa Poetry in Urdu | Befawai Poetry in Urdu
This Bewafa Poetry in Urdu and Befawai Poetry in Urdu collection by Alfaz Hub captures the emotions of betrayal, heartbreak, and unfaithful love. Perfect for those who have loved deeply and lost painfully.

چھوڑنے والے کیا جانیں کہ
یادوں کے بوجھ کتنے بھاری ہوتے ہیں
Chorne Wale Kiya Janien Keh
Yaadoon Ke Bojh Kitne Bhari Hote Hain

نہ پیار ملا نہ یار ملا
بس جو بھی ملا بےوفا یار ملا
Na Piyar Mila Na Yar Mila
Bas Jo Bhi Mila Bewafa Yar Mila

مجھے دیکھ کر اس نے پھیر لیا چہرہ
تسلی ہوگئی دل کو چلو پہنچاتے تو ہیں
Mujhe Dekh Kar Is Ne Pher Liya Chehra
Tasali Ho Gai Dil Ko Chalo Pahunchate To Hain

مل گیا ہو گا کوئی غضب کا ہمدرد
ورنہ میرا یار بدلنے والا تو نہیں تھا
Mil Gaya Hoga Koi Gazab Ka Humdard
Warna Mera Yar Badalne Wala To Nahi Tha

ہم کو ان سے ہے وفا کی امید
جو نہیں جانتے وفا کیا ہے
Hum Ko In Se Hai Wafa Ki Umeed
Jo Nahi Jaante Wafa Kya Hai

ارے وہ مجھے چھوڑنے کی بات کرتی ہے
اس کی اوقات ہی نہیں مجھے پانے کی
Arey Wo Mujhe Chorne Ki Baat Karti Hai
Is Ki Auqaat Hi Nahi Mujhe Paane Ki

میرے ساتھ ہوتے ہوئے بھی تجھے تمنا غیر کی
جا تری ہر خواہش پہ خدا کن کہے
Mere Saath Hote Huye Bhi Tujhe Tamanah Ghair Ki
Ja Teri Khuwaish Pe Khuda Kun Kahe