Bewafa Poetry in Urdu by Alfaz Hub
Bewafa Poetry in Urdu by Alfaz Hub brings you heart touching Urdu Shayari about betrayal, broken hearts, and unfaithful love. Every line reflects the pain of true love and the silence of separation.

مجھے چھوڑ کر اس نے سب کا نام لیا
ہاتھ رکھا جب میں نے اس کی آنکھوں پر
Mujhe Chor Kar Is Ne Sab Ka Naam Liya
Haath Rakha Jab Main Ne Us Ki Aankhoon Par

دلوں میں جگہ نہ رہے تو
لہجوں میں کڑواہٹ آجاتی ہے
Diloon Main Jagah Na Rahe To
Lehjoon Main Karwahat Aa Jati Hai

جس کے لیے ہم فقیر بن بیٹھے وہی کہتے ہیں
دعا کرنا ہمیں ہمارا یار مل جائے
Jis Ke Leiy Hum Faqeer Ban Bethe Wahi Kehte Hain
Dua Karna Hamien Hamara Yaar Mil Jaye

خوبصورتی پہ مرنے والے لوگ اکثر دھوکا کھاتے ہیں
جو چھوڑ کر چلے جائے وہ لوٹ کے کب آتے ہیں
Khoobsurati Pe Marne Wale Loog Aksar Dokha Khaate Hain
Jo Chor Kar Chale Jaye Wo Laut Kar Kab Aate Hain

جو ہر کسی کے ہو جائیں
میں تھوکتا ہوں ایسے خاندانی لوگوں پر
Jo Har Kisi Ke Ho Jayein
Main Thookta Hoon Aese Khaandani Logoon Par

بےوفائی وہ زخم ہے جو الفاظ سے نہیں
وقت سے بھی نہیں بھرتا
Bewafai Wo Zakham Hai Jo Alfaz Se Nahi
Waqt Se Bhi Nahi Bharta

وہ بات مجھ سے
اور باتیں کسی اور سے کرتے ہیں
Wo Baat Mujhe Se
Aur Baatien Kisi Aur Se Karte Hain